Kabeer Jaisa Naam Waisa Insaan Itni Chooti Se Umar Itny Pyaary Khayalaat.
Aik Roz Kabeer Neey Sochaa Aajh Khuda Se Mulaqat Kar K Ahta HOon Per Aik Daaam Khamoshi Mein Doob Gaya Yeh Sawal As K Zehaan Mein Thaa K Khuda Rehta Kahan Hai Kahan Rehta Hai..
Bss Jahaan Rehta Hai WOh Jaga Door E HOgae Yeh SOch K Us Neey Aapny Shoulder Beg Mein Kuch Sandwich Daal Deye Or Choti Si Pani Ki Bottle.
Or Chup Chaap Ghar Se Nikal Gaya Jb Ghar Se Kaafi Door WOh Queen Victoria Park Pohnca tOh Us Neey Halke Bhook Mehsos Ki Or Park K Andaar Jaa K Sandwich Khaa K Rest Karny Kaa B SOch Leya
Jb Park K Andaar Gaya TOh Samne Uski Nazar Aik Chair Py Pardhi Jahaan Aik BOORHI Aurat Chup Chaap Bheety Park K Ird-Gird Dekh Rhye Thy
Kabeer Us K Pass Aaah K Bheet Gaya Or Sandwich Khaneey Laga Or Park Mein Khubsurat Phoolon Koo Dekhta Raha TOh Achanak Us Ko Khayal Ayya K As BOORHI Aurat Koo B Shyd Bhook Lagae HOo
Or Kabeer Neey Rasmi Andaz Se Sandwich Uski Taraf Barahyaa.
Us Aurat Neey Mushkrat K Sath WOh Sandwich Qabool Keyaa.
Kabeer Koo Bss Us Mushkrat See Sukoon Ki Hawaaa Kaa Jhooka Laga
Kabeer Phr Wohi Mushkrat Dekhiny K Leye Aapni Pani Ki Bottle Us Ki Taraf Barhaa Dee.
TOh us BOORHI Aurat Ney Phr Muskhiraya.
Kabeer Or BOORHI Aurat Sooraj Dhalneey Tk Wahaan Chup Chaap Bheety Rhye Bss Aik Dosire Koo Dekh K Mushkira Dety.
Sooraj Dhalteey E Kabeer Neey Ghar Jaaney Kaa Faisila Kardeya Kabeer Neey Aapna Beg Uthaaya Or Jaany Lagaa Chaand Qadam Agae Jaa K WOh Pechee Ki Taraf BOORHI Aurat Koo Dekh K Uski Taraf Bhaaga Or Uskii Bahoon Mein Lipt Gaya Or Ankhoon Mein Ansu Lee K Peche Ghar Ki Taraf Bhaaga .
Jb Ghar K Darwazy Py Dastak Dee Or Kabeer Ki Maa Ney Darwaza Khoola tOh Kabeer Aapny Maaa Ki Baahon Mein Lipt Kar Roney Laga Uska Rona Dekh K Maaa Ka Jigar Kahan Thaaam Skta Thaa Or WOh B Roo Pardheey
Kabeer Merey Jaan Kyn Roo Rhye HOo
Maaa Aaajh Mein Neey Khuda K Sath Duphar Kaa Khana Khaaya Hai Or WOh Duniya Ki Khubsurat Mushkrat Rakhta Hai
Dosire Taraf BOORHI Aurat Ghar Pohnc K Aapny Room Mein Aaey Or Daaaraz Se As Fani Duniyaa Se Chaley Gae Aapny Sathi Aapny Shoohar Ki Tasveer Nikal K Us Tasveer Se Baat Karny Lagae Or Kehne Lagae K Aaajh Mein Khuda See Mil K Aaey HOon WOh Itnaa Jawaaan Hai Jitna Mein Nee Tasawar V Nhn Keyaa.
Moral: God Is Everywhere
Just Share Happiness and make Others smile to feel Him
Written & Posted By: Kashif-Soomro
Share Your Support: www.Facebook.com/kashsoomro
.
Www.Facebook.com/kashbinmunir
0 comments:
Post a Comment