Manzil Kaa Rahsta Seey Muraad Woh Rahsta Jahaan Py Chalneey K Baad Zehaaan Mein Rakhi Gaye Manzil Mil Jaaey.
Mein Kuch Likhney Wala Hoon Hamesha Ki Tarha Per As Bar Hamesha Ki Tarha Mein Soch K Sagar Mein Doob Kar Khubsurat Khayalat Ko Aik Kaar K Koi Khayali Kahani Naheen Likhney Walaa.
Mere Zinmdage Kaa Subse Lamba Saafar Shyd Kuch Ghantoo Kaa Thaa Jis Saafar Ko Teeeh Karty Waqt Mujhy Hazaroon Saal Kaa Ehsaas Howaa
Mein Neee Aapni Zindage Mein Aik Lamba Saafar Phly B Teeh Keya Thaa Woh Saafar Kuch Aisa Thaa Jaisey Mere Ankheen Band Kar K Mujhy Tapteey Howe Seehra Mein Kaisey Pani Kii Aik Bond Ki Taalash Mein Rakh Deya Hooo
Or Woh Zalimana Saafar Jis Mein Rooh Tak Kaaanph Pardhte Thee Ankhoon Kaa Pani Suukh Jaata Thaa Woh Itnaa Dard-naak Safaar Mein Neee 2 Saal K Tehweel Mein Teeeh Keyaa Thaa.
Or Joo Saafar Ab Teeh Keya Woh Kuch Ghantoo Kaa Saafar Thaa
Donoo Saafar Shyd Yaksaaan Theey
2 Saal K Saafar K Baad Manzil Joo Mileey tOh Aisa Laga K Be-Maqsaad Saah Saafar Teeh Kar K Ayya Hoon
to be continue
0 comments:
Post a Comment