Saturday 6 February 2016

Manzil Ka Rahsta

Manzil Ka Rahsta

Manzil Kaa Rahsta Seey Muraad Woh Rahsta Jahaan Py Chalneey K Baad Zehaaan Mein Rakhi Gaye Manzil Mil Jaaey.

Mein Kuch Likhney Wala Hoon Hamesha Ki Tarha Per As Bar Hamesha Ki Tarha Mein Soch K Sagar Mein Doob Kar Khubsurat Khayalat Ko Aik Kaar K Koi Khayali Kahani Naheen Likhney Walaa.

Mere Zinmdage Kaa Subse Lamba Saafar Shyd Kuch Ghantoo Kaa Thaa Jis Saafar Ko Teeeh Karty Waqt Mujhy Hazaroon Saal Kaa Ehsaas Howaa

Mein Neee Aapni Zindage Mein Aik Lamba Saafar Phly B Teeh Keya Thaa Woh Saafar Kuch Aisa Thaa Jaisey Mere Ankheen Band Kar K Mujhy Tapteey Howe Seehra Mein Kaisey Pani Kii Aik Bond Ki Taalash Mein Rakh Deya Hooo
Or Woh Zalimana Saafar Jis Mein Rooh Tak Kaaanph Pardhte Thee Ankhoon Kaa Pani Suukh Jaata Thaa Woh Itnaa Dard-naak Safaar Mein Neee 2 Saal K Tehweel Mein Teeeh Keyaa Thaa.

Or Joo Saafar Ab Teeh Keya Woh Kuch Ghantoo Kaa Saafar Thaa

Donoo Saafar Shyd Yaksaaan Theey

2 Saal K Saafar K Baad Manzil Joo Mileey tOh Aisa Laga K Be-Maqsaad Saah Saafar Teeh Kar K Ayya Hoon

to be continue 

Thursday 4 February 2016

Safar-E-Shikayaat



Merey Qalam Mein Itni Taqat Naheen Naa Mein KOi Achaa Kaalam-Nigaar HOon Q K Mere SOch Kii Haad Makhsooos Hai Mein Aik Makhsooos Daireey Mein E SOch Sakta HOon Or As SOch Kii Makhsoosiyat Kii Wajhaa Se Mein Neey Aaaj tak Aapni Kaisey B Likhi Gaye Kahani Mein Kaisey B Laila Koo Kaisey B Majnu See Naheen Milwaya Ab Sawal Yeh Uthita Hai Mein Nee Unko Kbhe Kyn Naheen Milwaya Aapni Likhi Gayee Kahanioo Mein ? 
Aski Wajha Kaheen Yeh TOh Naheen K WOh Ishq Karny Wali Aurat Kaa Qabilaa Aapny Ashique K Qabileey See Alag Thaa 
Yaa Unki Maadri-Zuban Mein Neeem Farak Thaa Yaa Phr Unki Rangaat Unki Jismani Banawaat Mein Farak Thaa ?
Naheen Aisey KOi Wajhaa Naheen Hai Mein Aapni Likhi Gaye Kahanioo Mein Ashiqon Koo Sirf Aslye Milny Naheen Deta Kyn K Manzil Ashiq K Leye Hoti E Naheen Un K Naseeb Mein Aik Lamba Safar HOta Hai Joo Mehboob K Sath Teeh Karta Hai
Per Yeh Puri Haqeqat Naheen Kyn K Jaisey Mein Nee Aik Kaalam-Nigaar K Qirdaar Jiska Naam Salar Thaa Usko Milteey Dikha Or Pardhaa Thaa 
Salar B TOh Ashiq Thaa Phr Usko Manzil Kaisey Milii ?
Chaleen Yehe Bata Deta HOon Kaisey Milii 
Salar Jab Allah K Ghar Kabatulallah Shareef Gaya Thaa TOh Wahaan Ruuk Gaya.
Or Hath Joor K Bolneey Laga 
" Yahan Khareey HOo K Tujhse Unbia (Pegambar) Dua Mhnga Karty Thye Unki Dua Or Mere Dua Mein Farak Hai Mein NABI HOta TOh Nabiyon Jaisey Dua Karta Magar Mein TOh Aaam Bashaar HOon Or Gunhagar Bashaar Mere Khuwaishaat Mere Arzoo Sub Aaam Hain 
Yahaan Haraam Pak Mein Khareey HOo K Kabhe KOi Kaisey Aurat K Leye Naheen Royaa Hoga 
Mere Zilaat Or Pasti As Se Zayda Kyaa HOgae K Mein Haraam Pak Mein Aik Aurat K Leye Girgiraa Raha HOon Magar Mujhy Naa Mere Dil Py Ikhtiyaar Hai Naa Aapny Ansuuon Py 
Yeh Mein Naheen Thaa Jis Ney Os Aurat Ko Dil Mein Jagah Dii 
Yeh tOnh Nee Keya Q Mere Dil Mein Aik Aurat K Leye Itni Mohbat Daal Di K Mein Tere Samne Khara B Usko Yaad Kar Raha Hoon Q Mujhy Itna Bebaas Kardeya K Mujhy Aapny Wajood py B Koi Ikhtiyaar Nhn Raha Mein Woh Bashaar hOon Jisko Tonh Neey In Tamam Kamzoriyoon K Sath Banaya Hai
Mein WOh Bashaar HOon Jaisey Tere Siwa KOi Rahsta Dikhaneey Wala Naheen Or WOh Aurat Mere Zindage K Har Rahsty Py Kharee Hai Mujhy Kaheen Jaany Kaheen Pochineey Naheen Dety
Yaa to Usko Mere Dil Se Aisey Nikal Deey K Mujhy Uska Khayal Tak Naheen Aaey Ya Phr Osey Mujhy Dee Dey WOh Naheen Milegae TOh Sareey Zindage Us K Leye Rota RahOnga Or Miljaegae TOh Tere Siwa Kaisey K Leye Aansuoo Naheen Bahoonga  
Mere Ansu-oon Koo Khalis Honeey Dee Mere Mohbat Koo Khalis Honeey Dee."
Yehe Dua Us Neey Kii Aapni Naam Ankhoon K Sath Wahaan Se Chala Gaya Phr Aik Lambey Saafar K Baad Usko WOh Miljaty Hai Jiski Us Neey Dua Kii Thi.
To be Continue 
Writer Kashif-Soomro

Wednesday 23 December 2015

Kabeer - Khuda Dhondney Nikila -




Kabeer Jaisa Naam Waisa Insaan Itni Chooti Se Umar Itny Pyaary Khayalaat.
Aik Roz Kabeer Neey Sochaa Aajh Khuda Se Mulaqat Kar K Ahta HOon Per Aik Daaam Khamoshi Mein Doob Gaya Yeh Sawal As K Zehaan Mein Thaa K Khuda Rehta Kahan Hai Kahan Rehta Hai..
Bss Jahaan Rehta Hai WOh Jaga Door E HOgae Yeh SOch K Us Neey Aapny Shoulder Beg Mein Kuch Sandwich Daal Deye Or Choti Si Pani Ki Bottle.
Or Chup Chaap Ghar Se Nikal Gaya Jb Ghar Se Kaafi Door WOh Queen Victoria Park Pohnca tOh Us Neey Halke Bhook Mehsos Ki Or Park K Andaar Jaa K Sandwich Khaa K Rest Karny Kaa B SOch Leya
Jb Park K Andaar Gaya TOh Samne Uski Nazar Aik Chair Py Pardhi Jahaan Aik BOORHI Aurat Chup Chaap Bheety Park K Ird-Gird Dekh Rhye Thy
Kabeer Us K Pass Aaah K Bheet Gaya Or Sandwich Khaneey Laga Or Park Mein Khubsurat Phoolon Koo Dekhta Raha TOh Achanak Us Ko Khayal Ayya K As BOORHI Aurat Koo B Shyd Bhook Lagae HOo
Or Kabeer Neey Rasmi Andaz Se Sandwich Uski Taraf Barahyaa.
Us Aurat Neey Mushkrat K Sath WOh Sandwich Qabool Keyaa.
Kabeer Koo Bss Us Mushkrat See Sukoon Ki Hawaaa Kaa Jhooka Laga
Kabeer Phr Wohi Mushkrat Dekhiny K Leye Aapni Pani Ki Bottle Us Ki Taraf Barhaa Dee.
TOh us BOORHI Aurat Ney Phr Muskhiraya.
Kabeer Or BOORHI Aurat Sooraj Dhalneey Tk Wahaan Chup Chaap Bheety Rhye Bss Aik Dosire Koo Dekh K Mushkira Dety.
Sooraj Dhalteey E Kabeer Neey Ghar Jaaney Kaa Faisila Kardeya Kabeer Neey Aapna Beg Uthaaya Or Jaany Lagaa Chaand Qadam Agae Jaa K WOh Pechee Ki Taraf BOORHI Aurat  Koo Dekh K Uski Taraf Bhaaga Or Uskii Bahoon Mein Lipt Gaya Or Ankhoon Mein Ansu Lee K Peche Ghar Ki Taraf Bhaaga .
Jb Ghar K Darwazy Py Dastak Dee Or Kabeer Ki Maa Ney Darwaza Khoola tOh Kabeer Aapny Maaa Ki Baahon Mein Lipt Kar Roney Laga Uska Rona Dekh K Maaa Ka Jigar Kahan Thaaam Skta Thaa Or WOh B Roo Pardheey
Kabeer Merey Jaan Kyn Roo Rhye HOo
Maaa Aaajh Mein Neey Khuda K Sath Duphar Kaa Khana Khaaya  Hai Or WOh Duniya Ki Khubsurat Mushkrat Rakhta Hai
Dosire Taraf BOORHI Aurat Ghar Pohnc K Aapny Room Mein Aaey Or Daaaraz Se As Fani Duniyaa Se Chaley Gae Aapny Sathi Aapny Shoohar Ki Tasveer Nikal K Us Tasveer Se Baat Karny Lagae Or Kehne Lagae K Aaajh Mein Khuda See Mil K Aaey HOon WOh Itnaa Jawaaan Hai Jitna Mein Nee Tasawar V Nhn Keyaa.
Moral: God Is Everywhere
Just Share Happiness and make Others smile to feel Him
Written & Posted By: Kashif-Soomro
Share Your Support: www.Facebook.com/kashsoomro
.
Www.Facebook.com/kashbinmunir

Saturday 24 October 2015

Dady Is The Sweetest Dady In The World ( A Little Sweet Girl Wrote Letter For Her First Love Her Father )

Dady Is The Sweetest Dady In The World

 A Little Sweet Girl Wrote Letter For Her First Love Her Father 

Dady Is The Sweetest Dady In The World   A Little Sweet Girl Wrote Letter For Her First Hero Her Father



Areeba Neey Aapny Father K Hath Mein Aik Paper Pakiraa Deya, Paper Py Likhi Howe Writing Kujh Samjh Se Bhair Thi Or Samjh Se Bhair Kyn Naa Hogae Akhir Areeba 9 Saal Kii Bachi E TOh Hai Us K Writing Skill B Wese E Hongae..
Letter Kii Phly Line

1st Line :Dady Is The Sweetest Dady In The World

Kabeer Neey Yeh Line Pardh K Bht E Pyaaari Smile Aapni Beate Koo Dee
2nd Line: Daddy Is The Most Handsome And The Smartest

3rd Line: The Most Clever

4th: Line: The Kindest

5th Line: You Are My Superman 

6th Line: Daddy Is Just Great But.......

Kabeer Yahaaan Ruk Jaata Hai Us K Cheehry Py Aik Mayoosi Seey Chaaah Jaati Hai, Woh Agae Wali Line Pardhny K Baad Yeh Feel Karta Hai Jaisey Us K Paairon Talae Zameen E Nikaal Chuki Hoo
Chaaaron Taraf Andheera Chaaah Gaya Us Kii Ankhain Naaam Hogayeee Jaisey Samandar Mein Toofaan Agyaa Woh Us Lachaar Phasae Howe Admi Ki Tarha Khara Hogyaa Jo Admi Raait K Sehra Mein Rait K Toofan Ahne Py Lachaar  Ho K Khaara Hojata Hai

Akhir Kyaa Thaa Aik As Word But K Baad Joo Kabeer K Cheehry Kaa Rang Urrh Gaya ?

Daddy Is Just Great But.......But He Lies

Uski Beati Ne Likha Tha..

Kabeer Koo Yaad Agyaa What He Lies

7th Line of Letter: He Lies About Having Job
                            He Lies About Having Money

Kabeer Achi Dressing K Sath Aapni Beati Ko School Choor-ney Jaata Thaa Or Phr Wahaaan Se Sedhaa Restaurant Jaata Or Wahaan Kapry Tabdeeel Kr K Bartaan Dhoota Or Safai Kerta
Beati See Yeh Sub Chupany Kaa Maqsaad Sirf Yehe Thaaa K Mere Beati Mere Financial Conditions Ko Dekh K Kaheen Koi Aapni Fermaish Naa Rook Dee - Or Kabeer Karta B Kyaa - 


8th Line: He Lies That He Is Not Hungry 

- Aapni City K Sub Se Achy Hotel Py Jab Weekly Kabeer Areeba Ko Lee Jata Thaa Wahaan Woh Khud Kuch B Nhn Khataaa Or Aapni Hathoon Se Areeba Ko Khailataaa.
Khud Bhook Py Rehta - Yes He Lies That He Is Not Hungry -

To Be Continued
Feedback Click : ---> Kashif Soomro 

Saturday 5 September 2015

Words From Soul